Aamina ke Dil Baron Dil Daar par Lakho Salam
Ambiya ke sarwaro Sardaar par Lakho Salam
Moula Ya Salli Wasallim Daaeman Abadan
A'la Habibi ka Khayril Khalqi Kullihimi
Dono Aalam ke khazane kar diye Haq ne Ataa
Do Jaha ke Malik o Mukhtar par Lakho Salam
Moula Ya Salli Wasallim Daaeman Abadan
A'la Habibi ka Khayril Khalqi Kullihimi
Qabr me Lehrayenge jis waqt jalwe Noor ke
Hum padhenge Ruhe Pur anwaar par Lakho Salam
Moula Ya Salli Wasallim Daaeman Abadan
A'la Habibi ka Khayril Khalqi Kullihimi
Masjid-e-Nabwi ke Mahrab aur Mimbar par Darood
Sabz Gumbad aur Har Minaar par Lakho Salam
Moula Ya Salli Wasallim Daaeman Abadan
A'la Habibi ka Khayril Khalqi Kullihimi
Rahmate Lakho Abu Bakr o Umar Usman par
Mere Maula Hydare kar'rar par Lakho Salam
Moula Ya Salli Wasallim Daaeman Abadan
A'la Habibi ka Khayril Khalqi Kullihimi
Mere Pyare Peer o Murshid Sayyadi Ghousul Wara
Awliya Ullah ke Sardaar par Lakho Salam
Moula Ya Salli Wasallim Daaeman Abadan
A'la Habibi ka Khayril Khalqi Kullihimi
Jo Gaya Ajmer me Dil ki murade pagaya
Mere khawaja ke Sakhi darbaar par Lakho Salam
Moula Ya Salli Wasallim Daaeman Abadan
A'la Habibi ka Khayril Khalqi Kullihimi
Sayyadi Ahmed Raza ne Khoob likha hai kalam
Unke Saare Naatiya Ash'har par Lakho Salam
Moula Ya Salli Wasallim Daaeman Abadan
A'la Habibi ka Khayril Khalqi Kullihimi