Ye faisala hai apna yahi baat hai akhir
Hai khatm e nabuvvat ke liye jaan bhi hajir
Islam ki buniyad hai ye khatm e risalat
Hai naksh dilon par nabi ki mohr e nabuvvat
Ye faisala hai apna yahi baat hai akhir
Hai khatm e nabuvvat ke liye jaan bhi hajir
Jab la nabiyya ba'di muhammad ne kaha hai
Ab jo nabi ka dava kare jutha bada hai
Ye faisala hai apna.........
Mirzai kadiyani hai kafir bade kafir
Na shak karo islam se ho jaoge bahir
Ye faisala hai apna.........
Siddik ki talvar ne kazzab ko maara
Yu khatm e nabuvvat pe kada pahera lagaya
Ye faisala hai apna.........
Vallah adhura tha nabuvvat ka mahel bhi
Sarkar ke aane se hi takmeel hui thi
Ye faisala hai apna.........
Ghar baar bhi aulad bhi sarkar pe kurbaan
Islam pe kurbaan hai har ek musalman
Ye faisala hai apna.........
Sarkar ki tarif me quraan ke paare
Vo akhari nabi hai ye quraan pukare
Ye faisala hai apna.........
Mai khatme nabuvvat ka muhafiz hu Ujagar
Pichhe na hatunga bhale kat jae mera sar
Ye faisala hai apna.........