hamne quraan mai ye parha hai
pyaare aaka ka rotba bara hai
bage jannat ho ya arshe aazam
har jagah unka zanda garha hai
hai karam mujpe shahe zaman ka
naam lewa hu main panjatan ki
rang lai hai meri wafae
mustfa(saw) mere hajat rava hai
hamne quran mai ye ...................
aa rahe hai madina ke dulha
sarpe taje safaat dhra hai
dekhiye hasr me har farista
hath bandhe adab se khara hai
hamne quran mai ye.....................
wo muhmmad (saw) hai noore khuda hai
ye na samazo khud se bara hai
darmiya me ahad or ahmad(saw)
mim ka ek parda para hai
hamne quraan mai ye.....................
raat mearaaz ki keh rahi hai
panv chume hai taro ne inke
tajdare madina ke aage
aasama ko bhi zukna para hai
hamne quraan mai ye.....................
taybah wale muhmmad (saw) ki azamat
char yaro se zahir hai 'anwar'
mil gai hai use badshahi
unke kadmo pe jo gir para hai
hamne quraan mai ye.....................