Jo Sunniyat Ki Shaan Hai Jo Qaum Ka Imaam Hai
NABI ﷺ Ka Jo Ghulam Hai RAZA Usi Ka Naam Hai
Jo RAZVI'YON Ki Shaan Hai Jo CHISHTI'YON K Aan Hai
Wo QADRI Pathan Hai Raza Usi Ka Naam Hai
RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA
RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA
Naqi Ka Pyara Ladla Jo Ilm Ka Pahad Hai
Jo Najdi'yon Ke Waste Toh Sher Ki Dahad Hai
Wahabi Jisse Dar Gaye Bahot Se Hi Sudhar Gaye
Ye Jiska Faiz E Aam Hai RAZA Usi Ka Naam Hai
RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA
RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA
Naseeb Wale Dekh'teh Hain Khwab Mein Huzoor ko
Magar Kisi'Ne Jagte Me Dekha Haq Ke Noor Ko
Hai Aesa Kaon Dosto batata hoon suno suno Wo
Ishq Ka Imam Hai RAZA Usi Ka Naam Hai
RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA
RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA
RAZA Ke Bad MUSTAFA RAZA Humein Atah Hue
Jin'hone Har MUREED Ko Milaya GHOUS E Pak Se
Ab Aesa Peer Hai kahan siwaye AZHARI MIYAAN
Diya Hamein Inaam Hai RAZA Usi Ka Naam Hai
RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA
RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA
RAZA Ke Baad MUSTAFA RAZA Ka Darya Dekhiye
Hamare Pyare AZHARI MIYAAN Ka Jalwa Dekhiye
Haram Mein Rutba Pagaye Zamane Mein Jo Chagaye
Ye Jiska Faiz E Aam hai RAZA Usi Ka Naam Hai
RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA
RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA
RAZA Se Jalne Walon Ke Diye Naeem Bujh Gaye
Jo Maslak E RAZA Se Aur Salam Se Ulajh Gaye
Ye Aesa Ek Salam Hai Zamane Mein Jo Aam Hai
Ke Jiska Ye Salam Hai RAZA Usi Ka Naam Hai
RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA
RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA
Kahan RAZA Ke Peer Ne Jahan Ke DASTAGIR Ne
wali'ye Be Nazeer Ne ke Peeron Ke Bhe Peer Ne
Jo Puchega Agar Khuda ke Tohfa Sath laye kya
Kahega Aal E MUSTAFA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA
RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA
RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA RAZA
Submit BY Mohammad Rasheed Raza Khan Qadri