Meri Jholi Mein Rehte Hain Sada Tukre Muhammad Ke
Azal Se Kha Raha Hai Yeh Gada Tukre Muhammad Ke
Tukre Muhammad Ke

Parri Hai Kya Mujhe Shahoon Ke Dar Se Ja Ke Main Mangoon
Khilata Hai Mujhe Mera Khuda Tukre Muhammad Ke
Tukre Muhammad Ke
Meri Jholi Mein Rehte Hain Sada Tukre Muhammad Ke
Meri Jholi Mein Rehte Hain Sada Tukre Muhammad Ke
Mere Raste Ki Har Muskil Guzzar Jati Hai Qutraa Kar
Ke Deta Hain Mujhe Mushkil Kushaa Tukre Muhammad Ke
Tukre Muhammad Ke
Meri Jholi Mein Rehte Hain Sada Tukre Muhammad Ke
Meri Jholi Mein Rehte Hain Sada Tukre Muhammad Ke
Inhein Kha Kar Abu-Bakr-o-Umar Usman Bante Hain
Yeh Rutbe Mein Hain Kuch Aise Juda Tukre Muhammad Ke
Tukre Muhammad Ke
Meri Jholi Mein Rehte Hain Sada Tukre Muhammad Ke
Meri Jholi Mein Rehte Hain Sada Tukre Muhammad Ke
Mere Maula, Ali-o-Fatima Husnain Ka Sadqe
Meri Nasloon Ko Bhi Karna Ata Tukre Muhammad Ke
Tukre Muhammad Ke
Meri Jholi Mein Rehte Hain Sada Tukre Muhammad Ke
Meri Jholi Mein Rehte Hain Sada Tukre Muhammad Ke
Hain Shehr-E-‘Ilm Khud Aaqa, Ali Hain Uska Darwaza
Tu Darwaaze Se Aa Aur Khaaye Ja Tukre Muhammad Ke
Tukre Muhammad Ke
Meri Jholi Mein Rehte Hain Sada Tukre Muhammad Ke
Meri Jholi Mein Rehte Hain Sada Tukre Muhammad Ke
Tera Daman Kabhi Altaf Khali Reh Nahi Sakta
Ke Dete Hain Tujhe Aal-e-Aba Tukre Muhammad Ke