Owaisiyon Me Baith Ja Bilaliyon Me Baith Ja
Waha Fasilon Ki Ziyadati Se Inayaton Me Kami Nahi
Koi Dur Rehke Owais He Koi Pas Rehke Bilal Hain
Owaisiyon Me Baith Ja Bilaliyon Me Baith Ja
Talab Hain Kuch To Betalab Suwaliyon Me Baith Ja
Yeh Marifat Ke Raaste Hain Ahele Dil Ke Waaste
Junaidiyo Se Jaa Ke Mil Gazaliyon Me Baith Jaa
Jo Chahta Hain Gulsitane Mustafa Ki Nokri Kon Chahta Hain Sare Chahte He Na Jisko
Yeh Nokri Miljati Hain Pata He Wo Kya Kehta He Wo Kehta Hain.
Mujh Pe Kitna Niyazi Karam Hogaya Duniya Kehne Lagi
Panjatan Ka Gada Is Gharane Ka Jab Se Me Nokar Huwa
Sab Se Achi Meri Nokri Hogayi Jo Chahta Hain Gulsitane
Mustafa Ki Nokri To Guwe Mustafa Pehen Ke Maliyon Me Baith Ja
Agar Ho Khalwate Azeez To Hujum Me Nikal Sukun Chahiye
Agar Dhamaliyon Me Baith Ja
Her Ek Sans Per Jo Unko Dekhne Ki Hain
Talab To Ankh Band Ke Unke Der Ki Jaliyon Me Baith Ja
Durud Per Namaz Per Ibadaton Ke Raaz Per
Safe To Sab Bichi Hain Ishq Waliyon Me Baith Jaa
Munafi Ko Chor De Tu Aashiqo Me Baith Jaa
Wahabiyon Ko Chorde Tu Sunniyon Me Baith Jaa Bareliyon Me Baith Jaa
Muzaffar Aap Tak Rasayi Itni Sahel To Nahi
Tawajjo Chahiye To Yergamaliyon Me Baith Jaa
By : Zahoor Ismail Chichkar