Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Jo Sunniyat ki Shaan hai, jo Qaum ka Imaam hai
Nabi ka jo Ghulam hai, Raza usi ka naam hai
Jo Razviyon ki Shaan hai, jo Chishtiyon ki Aan hai
Wo Qaadri pathaan hai, Raza usi ka naam hai
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Naqi ka pyara Laadla, jo Ilm ka pahaad hai
Jo najdiyon ke waaste, to Sher ki dahaad hai
Wahabi jisse dar gaye, bahot se hi sudhar gaye
Ye jiska Faize aam hai, Raza usi ka naam hai
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Naseeb waale dekhte hain khwaab mein Huzoor ko
Magar kisi ne jaagte me dekha Haq ke Noor ko
Hai aisa kaun dosto? batata hoon suno suno
Wo Ishq ka Imaam hai, Raza usi ka naam hai
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Raza ke baad Mustafa Raza humein ataa huwe
Jin hone har mureed ko milaya Ghause Paak se
Ab aisa Peer hai kahan ? siwaye Azhari Miyaan
Diya hamein Inaam hai Raza usi ka naam hai
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Raza ke baad Mustafa Raza ka Darya dekhiye
Hamare Pyaare Azhari Miyan ka Jalwa dekhiye
Haram mein Rutba pagaye, Zamane mein jo chagaye
Ye jiska Faize aam hai, Raza usi ka naam hai
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Raza se jalne waalon ke diye Naeem bujh gaye
Jo Maslak E Raza se aur Salaam se ulajh gaye
Ye aisa ek Salaam hai, Zamaane mein jo aam hai
Ke jiska ye Salaam hai, Raza usi ka naam hai
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Kaha Raza ke Peer ne, Jahaan ke Dastageer ne
Waliye BeNazeer ne, ke Peeron ke bhi Peer ne
Jo puchega agar Khuda, ke tohfa saath laaye kya ?
Kahega Aale Mustafa, Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza
Submit By Soeb Razvi