Sadkhe me mustafa ke madine ko jayeinge
taiba ke Dar ki khaak ka surma lagayeinge
pur noor unke noor se sooraj bhi chaand bhi
Tanveere ahmadi ko bhi dil me basayienge
duniyaan ki unchi nich se tang aagayi hayaat Jane
kab apne qadmome akha hame bulayeinge
Dar pe nabi ke jake na aana naseeb ho
i is sar zamipe dil se khasam khake jayeinge
jannat bhi chal ke aayegi khud chal ke samne
saaye me mustafa ke agar ghar basayienge
Rehta hussaini har ghadi aakha ki yaad me
ham unke nakshe paak ko zamipe khasam khake jayeinge
Submit By Md Tanveer Hashmi